Ishq kee dastaan hai pyaare,

Ishq kee dastaan hai pyaare,
aapnee-apnee zubaan hai pyaare

ham zamaane se intqaam to lein,
ik haseen darmiyaan hain pyaare,

too nahin mein hoon, mein nahi too hai,
aab kuchh aisaa gumaan hai pyaare,

rakh kadam phoonk-phoonk kar nadaan,
zarre-zarre mein jaan hai pyaare.

Comments

Popular Posts